Ushna Shah demands closure of zoos, ban on exhibition of animals

Dunya News

Ushna Shah appealed her fans to raise voices against caging animals at zoos

 

KARACHI (Dunya News) – Pakistani actress Ushna Shah has demanded to ban exhibition of animals at public zoos.

In a post on social-networking website Instagram, the actress shared videos of a bear showing his worst condition at the Karachi zoo.

She said that in first two videos, the bear in the zoo is dying of scorching heat and loneliness but in third picture, another bear is looking fresh and healthy as he is living in his natural environment.

Ushna Shah further appealed her fans to raise voices against caging animals at zoos and approach the local governments for closure of such places.  

 
 
 
 
View this post on Instagram
 
 
 
 
 
 
 
 
 

Salam, Pehlee doh videos hein Karachi Zoo mein eik reech kee jo garmee mein tarap raha hei. Teesri image hei eik reech kee jo apnay kudratee mohawl mein hei. JaanwaroN ki numaish unkey saath na-insaafi hei aur unn pey shadeed Zulm hei. Agar janwar dekhne ka shoq hei toh unn key mohowl mein jaa key dekhna chahiye. Jab aap Zoo jaatey hein toh aap inki takleef ka hissa bantey hein. Eisee jagoN ko band karwa deina chahiye. Zoo eik Eisee jail hei jahaN sab Qaidee bey-gunah hein. Please Karachi Zoo, aur apney har sheher ley zoo key khilaaf apni local government ko likhiye aur in bey-rehem idaaroN ko bilkul bhee support matt keejiye. Zoo aur marine-animal shows ko bilkul bhee support matt keejiye aur apney dostoN aur rishtaydaroN ko bhee samjhayein key janwaroN ki numaish karna aur dekhna shadeed bey-rehmi hei. Jangli janwaroN ko unkey mohol mein sey nikaal key chottay enclosures yah phir pinjroN mein rakhna SHADEED ZULM hei. Allah ney jinko jungle aur pahar diye, Jinko darya aur samundar diye aur Jinko urney Key liye khula Asmaan diya.. unko qaid kar key rakhna Eik nihayat bhayanak harkat hei jo sirf insaan karta hei. Iss haqeeqat pey ghaur keejiye, apney dil mein rehem aur narmee peida kee jiye aur qudrat key khilaaf iss harkat ko khatam keejiye. Insan insaniyat bhool chukey hein, bey-zubaan key liye awaaz uthayiye. Inki bhee aah lagtee hei. @karachi_zoo_incompetence #karachizoo #karachi #cityofkarachi @wwfpak @wwf #animalabuseinpakistan #brownbearkarachi #brownbear #bearabuse #ushnashah #ushna

A post shared by Ushna Shah (@ushnashah) on